'Khali kaghz pe Harf sajaya karta tha,
¦?¦-Tanhai mein shehar Basaya karta tha,
¦?¦Kese pagal shakhs tha sari sari Raat,
¦?¦-Deewaron ko dard sunaya karta tha,
¦?¦---Ro deta tha aap hi apni baton par,
¦?¦Or phir khud ko aap hansaya karta tha,
¦?¦--Jalne lagti laho mein judai to Ro deta,
¦?¦----Tanhaiyon ki khak uraya karta tha,
¦?¦-----kachi umar ka pyar use le doba,
¦?¦Jo logon ko pyar karna sikhaya karta Tha,'
No comments:
Post a Comment