Sunday, September 23, 2012
Saturday, September 22, 2012
Pani Aankh Mein Bhar Ke Laya Ja Sakta Hai
Pani Aankh Mein Bhar Ke Laya Ja Sakta Hai,
Ab Bhi Jalta Sheher Bachaya Ja Sakta Hai,
Ek Mohabbat Aur Wo Bhi Nakam Mohabbat,
Lekin Is Se Kam Chalaya Ja Sakta Hai,
Dil Par Paani Pine Aati Hain Umeedein,
Is Chashme Mein Zeher Milaya Ja Sakta Hai,
Mujh Benam Se Puchte Hain Farhad-O-Majoun,
Ishq Main Kitna Naam Kamaya Jaa Sakta Hai,
Phata Puraana Khwaab Hai Mera Phir Bhi "Tabish"
Is Mein Apne Aap Chupaya Ja Sakta Hai.

Teri nigaah ke jadu bikharte jate hain Jo zakhm dil ko miley woh bharte jate hain
Teri nigaah ke jadu bikharte jate hain
Jo zakhm dil ko miley woh bharte jate hain
Tere bagher woh din bhi guzar gaye akhir
Tere bagher yeh din bhi guzarte jate hain
Liye chalo mujhe darya-e-shauk ki maujo
Ke hamsafar tou mere paar utarte jate hain
Tamaam umar jahan hanste khelte guzaari
Ab us gali mein bhi hum darte darte jate hain
Mein khawhishon ke gharonde banaye jata hoon
Woh mehntain meri barbaad kiye jate hain

Monday, September 17, 2012
Sunday, September 16, 2012
Saturday, September 15, 2012
Friday, September 14, 2012
Thursday, September 13, 2012
Wednesday, September 12, 2012
Tuesday, September 11, 2012
Subscribe to:
Posts (Atom)