'Bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai
Gulam-e-saqi-e-kausar hun mujhko gam kya hai
Tumhari tarz-o-rawish jante hain ham kya hai
Raqib par hai agar lutf to sitam kya hai
Sukhan mein khama-e-Galib ki atashfashani
Yaqin hai hamko bhi lekin ab us mein dam kya hai'
No comments:
Post a Comment