Wednesday, July 25, 2012
Tuesday, July 24, 2012
Thursday, July 19, 2012
Wednesday, July 18, 2012
Suraag de ga kaheen ja k maah o saal mein tu

Kahan rahe ga mere kooza e khayal mein tu
Parayi dhoop se aangan ki teergi achi
Ulajh raha hai yeh kis roshni k jaal mein tu
Tujhe khaber nahin urti hai khaak e jaan kaise
Ghira nahin kisi andeysha e zawal mein tu
"Main dekhta hon lakeeron ki serhadon mein tujhe
Likha hua hai mere dast e kamal mein tu"
Tujhe main mang raha hon yeh kis bahane se
Chupa hua hai meri khwahish e sawal mein tu
Kisi ki ankh se khwabon ki kirchiaan chun ker
Ab aik umer se baitha hai kis malaal mein tu
Kahan gaya tere under ka khud parast Zafer
Bikher gaya hai kisi k jamal mein tu

Tuesday, July 17, 2012
Monday, July 16, 2012
Sunday, July 15, 2012
Us ne jab jab bhi mujhe dil se pukara Mohsin

Main ne tab tab ye bataya k tumhra Mohsin

Log sadyon ki khtaon pe bhi khush bastay hain
Humko lamhon ki wafaon ne ujarra Mohsin
Humko lamhon ki wafaon ne ujarra Mohsin
Jab aagaya ye yaqeen ab wo nahi aye ga
Gham aur aansoon ne diya dil ko sahara Mohsin

Wo tha jab pas to jeenay ko bhi dil karta tha
ab to pal bhar …bhi nahi hota guzara Mohsin

Usko pana to muqadar ki lakiron main nahi
Uska khona bhi karain kaise gawara Mohsin

Na wo farishta ho na farishty jaisa ho
Na wo farishta ho na farishty jaisa ho..
Mujhay talash hai us ki jo mere jesa ho..
Mere khuloos ko pehchanta ho bus kafi hai..
Wo koi bhi ho, kahin bhi ho, kaisa ho..
Agr kabhi rooth jaon main us say to..
Muskura ke manaey wo aisa ho..
Dukhon me hansnay ka huner janta ho..
Ek aisa DOST jo samandar ki tarah gehra ho..
Umr bhar sath chale wo aisa ho..
Mujhe talash hai us ki jo mere jaisa ho....

Saturday, July 14, 2012
Friday, July 13, 2012
Kash Main Teray Haseen Hath Ka Kangan Hota

Tu Baray Pyaar Say, Chao Say , Baray Maan Kay Sath
Apni Nazuk Se Kalaee Main Charhate Mujh Ko
Or Bay Tabi Say Fursat Kay Khezaan Lamhoon Main
Tu Kese Soch Main Doobi Jo Ghumate Mujh Ko
Teray Hath Ke Khushboo Say Mahak Sa Jata
Jab Kabhi Mood Main Aakar Mujhay Choma Karte
Teray Hontoon Ke Main Hiddat Say Dehak Sa Jata
Raat Ko Jab Bhi Tu Nindoon Kay Safer Per Jate
Marmareen Hath Ka Ak Takya Banaya Karte
Main Teray Kaan Say Lag Kar Kaee Bateen Karta
Teri Zulfoon Ko Teray Galoon Ko Choma Karta
Jab Bhi Tu Band Quba Kholnay Lagte Jana
Apni Aankhoon Ko Teray Husan Say Khaira Karta
Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha
Main Tere Rooh Kay Gulshan Main Mhakta Rahta
Main Teray Jsam Kay Aangan Main Khanakta Rahta
Kuch Nahi Tu Yahi Bay Naam Sa Bandhan Hota

Pyar ke deep jalane wale kuch kuch pagal hote hain,

Apni jaan se jaane wale kuch kuch pagal hote hain,
jaan se pyare lgon se kuch kuch parda laazim hai,
saari baat batane wale kuch kuch pagal hote hain,
pyar jin ko ho jaye un ko chain kahan pe milta hai,
phir ashk bahane wale kuch kuch pagal hote hain,
hijar ke gehre zakhm mile to mujh ko yeh ehsaas hua,
pagal ko samjhne wale kuch kuch pagal hote hain,
khuwabon main bhi anmol milan ke sapne dekhte rehte hain,
neendon main muskane wale kuch kuch pagal hote hain,
is jhuti nagri main ham ne yahi hamesha dekha hai,
sachi baat batane wale kuch kuch pagal hote hainn,
apni zaat ke ujdey gulshan se woh pyar kahan karte hain,
auron ko mehkane wale kuch kuch pagal hote hain,
kisi ke ishq main kho kar ham ko yeh ehsaas hua,
dil ki baat main aane wale kuch kuch pagal hote hain,

Subscribe to:
Posts (Atom)