Saturday, March 29, 2014




Dil main ik khawahish hai jo sirf tumse wabasta hai :*
aj us khawahish ka izhaar krna chahti hun ♥ :*
jahan jahan tum chalo toh apne aanchal ko
tumhare Qadmon main phelana chahti hun ♥ :*
jo kabhi aye tumhari rahon main andhera toh
khud diya ban kr jalna chahti hun ♥ :*
tumhare har gham k kantay ko
apni palkon se uthana chahti hun ♥ :*
jo laye tumhare honton par khushi
woh muskurahat ban'na chahti hun ♥ :*
jo sansain tum letay ho un sanson main bas kr
tumhari mehek ban'na chahti hun ♥ :*
jo khawaab tum dekho us khwaab ki haqeeqat ban kr
tumhari har khwahish puri krna chahti hun ♥ :*
jo aye kabhi tumhari raah main dhoop toh
us dhoop main tumhari chaoun ban kr bikharna chahti hun ♥ :*
jo rahay hameshaa tumhare sath meriii jaaaaan :* *
main wo saaya ban kr rehna chahti hun ^_^ ♥ :* :* :* 

No comments: