Tuesday, June 30, 2015
aye ishq tujhe khuda ka wasta
Hawa-e-dard chali aur us ki yaad ayi
BadLa Jo WaQt GeHri RafaQat BaDaL GaI
DiL SaMjHaY Hai JaNnaT Ka BAdaL TeRi JaWani
Ek BaaR MeRe DaRWaZe Pe DhEeMi Se DaSTaK Huwi
Ek MoHaBbat Ke SiWa Koi NaHI Koi Nahi
Door Se AaYe The SaQi SuN K MeKhaNe Ko HuM
MeRe RaShK E QaMAR Tu Ne PeHli NaZaR
BoHat DaiR KaR Di TuM Ne
MaIn AUrat ZaaT TheHri HoN
GhaR KiYa BaNaYa Us Ne MaSjId Ke SaMne
Monday, June 29, 2015
Laash To Pata Nahin Kis Mazloom Ki Thi Full GHAZAL
Sunday, June 28, 2015
Tery kehne py Hathon Py Lagai Hai Mehndi
Thursday, June 25, 2015
Main Aaon Ga Lout K Wapas
mehekti hai fiza khushboo se jab bhi eid aati hai
Husn Ki Be-Nayazian Na Gayin
Eid Ka Din Hai Galay Aj To Mil Lay Zalim,
Wednesday, June 24, 2015
Apne watan se door bethe yeh Eid b guzri hai,
Nateeja Phir Wohi Hoga, Suna Hai Saal Badlay Ga,
Parindy Phr wohi Honge Shikari JaaL Badlay Ga,
Badalna Hai To Din Badlo Badltay Kyun Ho Hindsay?
Maheenay Phir Wohi Hon Gay Suna Hai saaL Badley Ga,
Mein Jo Mein Tha, Mein Wohi Hoon
Tuesday, June 23, 2015
Apne Laho Se Tera Moqadar Sanwaar K,
Tum Jis Pe Nazar Dalo Us Dil Ka Khuda Hafiz,
Ab Tu Humein Bi Tark-e Murasam Ka Dukh Nahi
TeRe KhEnE PaR LaGai Hai Ye MehnDi MeIn Ne full Ghazal
Tehwaar To Naam Hai Khushiyon Ka
Lekin Meri Har Eid Par
Mere Dardon Ka Raqs Hota Hai
Mere Aansu Muskuratey Hain
Meri Khushiyan Sisakti Rehti Hain
Mere Armaan Dam Toorte Hain
Mere Aanhein Hansti Rehti Hain
Mein Hota Hun Aur Tanhai
Saath Aansu, Armaan, Aahein Meri
Inhein Khiloon Se
Eid Ke Rooz Behalta Hun…..!
Monday, June 22, 2015
Chand Chehray ko Tery Dekha to Ehsaas Hoa
Sunday, June 21, 2015
Mein Eid Par Aoon Ga
Har Eid Par Mujh Se Kehta He
'Ajnabi'surkh Jora Pehanna
Mein Eid Par Aoon Ga
Aur Har Baar Kayee Bahane Bana Deta He
Har Baar Mujhe Khushiyon Ka Shinghaar Karvata He
Or Phir Har Bar Ghamon Ka Libaas Pehna Deta He
Peron Mein Umeed Ki Pazeib Pehna Kar
Phir Khud Hi Is K Ghungroo Chaar Su Bikheir Deta He
Akele Hi Na Eid Guzaar Lena Mera Intazar Karna
Mujhe Rahon Mein Sajaa Kar Khud Eid Tanha Hi Guzaar Deta He
Is Baar To Pakka Vadda Mein Aoon Ga
Har Baar Yaqeen Dila Kar Har Bar Tor Deta He
Tum Churiyan Na Pehanna Mein Kangan Laoon Ga
Meri In Suni Baahon Ko Har Baar Suna Hi Rehne Deta He
Har Chaand Raat Pe Mujhe Dhoke Se Jagata He
Or Har Eid Pe Mujhe Phir Se Maar Deta He
Barass Guzar Gaye Mujhe Yun Jaagte Or Marte
Vo Zalim Q Har Saal Meri Zindagi Ko Yun Dhoka Deta He
Har Eid Par
Mera Intazar Karna Mera Intazar Karna
My CoNtaCt # Is 0300-7200080 Enjoy My blog.
Monday, June 15, 2015
Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai
Main Rang Deta Tujhe Apne Pyar Mai,
Main Itna Pyar Deta Tujhe Jan-E-Arzoo
Tum Khud Ko Bhula Dete Mere Aitbar Mai,
Tum Jo Mujhe Bulate Mulaqat K Liye
Bechain Ho K Phirte Mere Intezar Mai,
Main Dair Se Jo Aata Naraz Ho K Tum
Har Baat Ka Jawab Dete Inkar Mai,
Tum Jo Rooth Jate Mujh Se Kisi Bat Pe
Main Tumhein Manata Bare Pyar Se,
Maan Kar Tum Mujh Se Sirf Ye Kehte
Hai Nahi Koi Kmi “jaan” Tere Pyar Main.
Thursday, June 11, 2015
kese na pyar aata uspe yaro btao jara
Baat hontho se niklegi to sab sun lenge,
Wednesday, June 10, 2015
Aye Barish Waha Baras Jahan Tarastey Hain Tujh Ko Log,
Mere Dil Ka Aangan Aansooun Say Sairaab Rehta Hai...!!!
Monday, June 8, 2015
حال مت پوچھ عشق کرنے کا!
عمر جینے کی، شوق مرنے کا!!
وہ محبت کی احتیاط کے دن!
ہائے موسم وہ خود سے ڈرنے کا
اب اُسے آئینے سے نفرت ہے!
کل جسے شوق تھا سنورنے کا
خودکشی کو بھی رائیگاں نہ سمجھ
کام یہ بھی ہے کر گذرنے کا
عمر بھر کے عذاب سے مشکل!
ایک لمحہ سوال کرنے کا
خون رونا بھی اک ہُنر ٹھہرا
بانجھ موسم میں رنگ بھرنے کا
ٹوٹتے دل کو شوق سے محسنؔ
صورتِ برگِ گل بکھرنے کا
یہ تم نے کیا کیا؟
پتھر کے بُت میں دھڑکنوں کو کھوجنا چاہا
یہ تم نے دل کی دھڑکن میں،
پرایا گیت لکھ ڈالا
خود اپنے ہاتھ سے اپنے ہی ماتھے کو،
سیاہی سے کیا کالا
محبت اس جہاں کی شے نہیں،
میں نے کہا تھا
اب اس شے کی تجارت ہو رہی ہے جس طرف دیکھو
مری باتوں پہ اب وشواس تم کو آگیا ہوگا؟
چلو، اشکوں سے سارے خواب دھو ڈالو
سُنو، جو تمھارا ہاتھ مانگے آج سے تم اس کے ہو جاؤ
محبت بھول جاؤ تم۔۔۔۔ محبت بھول جاؤ تم