Saturday, October 24, 2015

SHETAN karbaLa mein kharra Hazrat Imam HUSSAIN (R.A)
ka aakhri sajda dekh raha tha, k achanak aasman ki tarf dekha aur
kaha!
Teri KHUDAI ko ghor se to aaj dekha hai,
kahan maLoom tha k Noor-e-ALam aisy hoty hain,
.
Ay Khuda!
Sajdey se INKAR kabhi na karta main,
.
Agar mujh ko pta hota INSAN aisy hoty hain.

No comments: