'Agar Dard-E-Muhabbat Se Na Insaan Aashnaa Hota
Ana Marne Kaa Mazaa Hotaa, Na Jine Kaa Mazaa Hotaa
Hazaaron Jaan Dete Hain Buton Ki Bevafaai Par
Agar Un Men Se Koi Baa-Vafaa Hotaa To Kyaa Hotaa
Dam Bhar Bhi Mit Jaatii Khalish-Khaar Tamanna
Dil Hasrat Talab Ko Apnii Hastii Hai Gilaa Hota
Ye Maana Be-Hijaabaana Nigaahen Qahr Karti Hain
Magar Husn-E-Hayaparvar Kaa Aalam Duusra Hota'
No comments:
Post a Comment