Thursday, July 31, 2014
Wednesday, July 30, 2014
Monday, July 28, 2014
Daawat-e-Ishq Lyrics
Ho.. chaand chaahun, na chakora
Na falak ka.. tukda tukda tukda
Noor chaahun, na main hoori
Na pari sa.. mukhda mukhda mukhda
Sang sang chal de
Sang sang chakh le
Meetha meetha har sukh har dukhda
Usey khwabon se jagaaun
Usey baahon mein sulaaun
Sar-aankhon pe bithaun
Usey haathon se khilaaun, ta-umar
Dil ne dastarkhaan bichhaaya
Haan Dil ne dastarkhaan bichhaaya
Daawat-e-Ishq hai
Dil ne dastarkhaan bichhaaya
Daawat-e-Ishq hai
Hai qubool to aaja jaana
Daawat-e-Ishq hai
Hai qubool to aaja jaana
Daawat-e-Ishq hai, Ishq Hai
Dil ne dastarkhaan bichhaaya
Haan Dil ne dastarkhaan bichhaaya
(Sargam)
Baadalon ko chun ke, bun ke
Kaaleen banaaya hai tere liye
Taaron ko todkar ke,
tashtari mein sajaya hai tere liye
Chaand taaron ko kyun sataya
Tilmilaya hai mere liye
Jaaun jidhar bhi khill khill udhar hi
Dhoop nikalti hai mere liye
Haay baatein teri chaashni si meethi meethi
Aaye haaye.. baatein hi daawate bhi meethi meethi
Tu aaye to meri pheeki se mehfil mein lazzate laut aaye
Hasrat-e-lazzat jo hai teri daawat to bolo bhala kaun aaye
Arey keh de tu jo, saari deghon ko aa koodu dil ki jo dum bhi main de doon apna*
Dil ne dastarkhaan bichaya, ha ha ha...
Dil ne dastarkhaan bichaya
Daawat-e-Ishq hai
Dil ne dastarkhaan bichaya
Daavat-e-Ishq hai
Hai qubool to aaja jaana
Daawat-e-Ishq hai
Hai qubool to aaja jaana
Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e-Ishq hai ji
Daawat-e-Ishq hai
Haan sharbat mein ghuli mohabbat
Daawat-e-Ishq hai
Tauba tauba buri milawat
Daawat-e-Ishq hai
Arey kismat se milti hai shirqat
Daawat-e-Ishq hai
Aji be-fijool ki kisko fursat
Daawat-e-Ishq hai
Tunak nahi zara chakh toh le
Dhadak nahi zara dum toh le
Jud jaane de zara taar se taar ko
Zara soch samajh ik baar toh
Na soch ke, na hosh se
Tujhe mehmaan banaya ha humne dil se
Haan hai qubool ye humne maana
Hai qubool ye humne maana
Daawat-e-ishq hai
Jee huzoor humein manzoor ye
Daawat-e-ishq hai
Jee huzoor humein manzoor ye
Daawat-e-ishq hai, Ishq hai
Aha aha.. Aha aha..
Daawat-e-ishq hai
Daawat-e-ishq hai
Daawat-e-ishq hai
Daawat-e dil ne dastarkhaan bichaya
Daawat-e-ishq hai
Daawat-e-ishq hai
Daawat-e Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e Daawat-e-Ishq hai
Ishq hai, ishq hai
Daawat-e-ishq hai
Daawat-e Daawat-e-Ishq hai
Daawat-e Daawat-e-Ishq hai
Ishq hai..
pink lips Lyrics
Oh come to me
na na na na..
I came to see
Na na na na..
Honthon pe beimaaniyan
Karle karle, thodi nadaaniyan
Honthon pe manmaaniyaan
Karle karle, thodi nadaaniyan
Mujhe aadhi raat ko sataane lage
Mujhe apne saath tadpaane lage
Tu aaja paas, ye bulaane lage
Tujhe chhoona chaahe
Mere ye, mere ye, mere
Pink lips, pink lips, pink lips
Pink lips, pink lips, pink lips
Pal-pal tujhko karte miss
Pink lips, pink lips, pink lips
Pink lips, pink lips, pink lips
I know you want my baby lips
Na na na na..
Hello-hello bol ke
Baby lips khol ke
Harqataan kare naughtiyan
Missing tenu whole day
Love you menu bol de
Adaavan teri hegi naughtiyan (x2)
Meri khwahishon ko talab hai teri
Aa qareeb aa, ab kar na deri
Meri khwahishon ko talab hai teri
Aa kareeb aa, ab kar na deri
Tere faasle muje jalaane lage
Raftaar saanson ki badhaane lage
Tu aaja paas ye bulaane lage
Teri baat maane
Mere ye, Mere ye, Mere..
Pink lips, pink lips, pink lips
Pink lips, pink lips, pink lips
Pal-pal tujhko karte miss
Pink lips, pink lips, pink lips
Pink lips, pink lips, pink lips
I know you want my baby lips
Na na na na..
Oh come to me
na na na na..
I came to see
Na na na na..
Dil baarishon mein tarasne lagaa
Teri pyaas mein ye dhadakne lagaa
Dil baarishon mein tarasne lagaa
Teri pyaas me ye dhadakne lagaa
Tere haath mein haath jo aane lage
Mere soye armaan jagaane lage
Tu aaja pas ye bulaane lage
Tere hona chaahe
Mere ye, Mere ye, Mere..
Pink lips, pink lips, pink lips
Pink lips, pink lips, pink lips
Pal-pal tujhko karte miss
Pink lips, pink lips, pink lips
Pink lips, pink lips, pink lips
I know you want my baby lips
Hello-hello bol ke baby lips khol ke
Missing tenu whole day
Love you menu bol de
Pink Lips..
Sunday, July 27, 2014
Saturday, July 26, 2014
Thursday, July 24, 2014
Gham-e-Zindagi Ne Kuch Aisi Talkhiyan Bhi di...!
Gham-e-Zindagi Ne Kuch Aisi Talkhiyan Bhi di...!
K Khushi Ka Waqt bhi Aya to Muskura na Sake...!!
Tha Magar Aisa Akela Tha Main Kahan Pehlay
Tha Magar Aisa Akela Tha Main Kahan Pehlay
Meri Tanhayi Mukammal Teray Anay Se Hui...!!!
Khud Pyaas Ka Sehra Hoon Magar Dil Ki Ye Zid Hai
Khud Pyaas Ka Sehra Hoon Magar Dil Ki Ye Zid Hai
Har Dasht Pe Sawan Ki Tarha Toot Ke Barso'n...!!!
Pehlay Mausam Hi Badaltay Thay Jahan Main Logo
Pehlay Mausam Hi Badaltay Thay Jahan Main Logo
Ab Irado'n Ki Tarha Log Badal Jatay Hain...!!!
Ye Kaisi Mulaqat Hai Main Kis Khumar Main Hoon
Ye Kaisi Mulaqat Hai Main Kis Khumar Main Hoon
Wo Aa Ke Ja Chuka Hai Main Intezaar Main Hoon...!!!
Ye Zaroori To Nahi Ke Jeet Hi Musarrat Bakhshay 'Mohsin'
Ye Zaroori To Nahi Ke Jeet Hi Musarrat Bakhshay 'Mohsin'
Aisi Khushiyan Bhi Hain Milti Jo Sirf Haar Se Hain...!!!
Uski Nigaah-E-Naaz Main Hum Bhi Hain Mautbar
Uski Nigaah-E-Naaz Main Hum Bhi Hain Mautbar
Aey Dil Ye Sab Kaheen Teri Khush Fehmiyan Na Hon...!!!
Yad Aa Kar Reh Gaye Zamanay Wafaao'n Ke
Yad Aa Kar Reh Gaye Zamanay Wafaao'n Ke
Sholay Jala Ke Chal Diye Jhonkay Hawaao'n Ke...!!!
Monday, July 21, 2014
Saturday, July 19, 2014
ایسے اُتری تھی کہ جیسے کوئی آیت اُترے
ایسے اُتری تھی کہ جیسے کوئی آیت اُترے
ہِجر کی شام کے بِکھرے ہوئے کاجل کی لکِیر
Thursday, July 17, 2014
ﺑﭽﮭﮍ ﮐﮯ ﺍﺱ ﺳﮯ ﻣﯿﮟ ﺩﻧﯿﺎ ﮐﯽ ﭨﮭﻮﮐﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﮨﻮﮞ
ﺑﭽﮭﮍ ﮐﮯ ﺍﺱ ﺳﮯ ﻣﯿﮟ ﺩﻧﯿﺎ ﮐﯽ ﭨﮭﻮﮐﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﮨﻮﮞ
ﻣﺤﺴﻦ
ﻭﮦ ﭘﺎﺱ ﺗﮭﯽ ﺗﻮ ﻣﺠﮭﮯ ______ﻻﺯﻭﺍﻝ ﺭﮐﮭﺘﯽ ﺗﮭﯽ
تنہایوں کی رُت میں بھی لگتا تھا مطمن
تنہایوں کی رُت میں بھی لگتا تھا مطمن
وہ شخص اپنی زات میں اک انجمن سا تھا
Sunday, July 13, 2014
Jinki Sadaaqato'n pe Koi Shakk na kar sakay..
Jinki Sadaaqato'n pe Koi Shakk na kar sakay..
Tum Bhi Kitaab e Dil ki Unhee Aayato'n mein ho..
Har Ek Chod Jata Hai Mohabbat Ke Bazar Main.....
Har Ek Chod Jata Hai Mohabbat Ke Bazar Main.....
Bhar Jaye Jab Dil to log Khilona badal liya karte hai...
پتھر ہو تو کیوں خوفِ شب غم سے ہو لرزاں
پتھر ہو تو کیوں خوفِ شب غم سے ہو لرزاں
انسان ہو تو جینے کی ادا کیوں نہیں آتی
Thursday, July 10, 2014
Mein ne kaha teri yaad mein aankhein roti hain
Mein ne kaha teri yaad mein aankhein roti hain
Jawab aya ye isi tarah saaf hoti hain
Pocha dard hijar ka koi ilaj btaye
Jawab aya wasal ho ga isi tarah rote jaye
Mein ne kaha ab aankhon ke sath dil bi rota hai
Jawab aya aashiqon ke sath aksar yahi hota hai
Mein ne kaha raat ko aanson se takye bheg jate hain
Jawab aya chalo isi bahane ham tumhain yaad to aate hain
Mein ne kaha teri mohabat meri zindagi bhar ki kamayi hai
Jawab aya to mahir e mubalgha arayi hai
Mein ne kaha meri mushkilat ka koi hal btaye
Jawab aya asghar khuda ke liye bhol jaye.
Bheer mein ikk ajnabi ka samna acha laga
Bheer mein ikk ajnabi ka samna acha laga
Sab se chhup kar wo kisi ka dekhna acha laga
Surmai aankhon kay neechay phool sey khilney lagey
Kehtey kehtey kuch kisi ka sochna achha laga
Baat to kuchh bhi nahin thee lekin uss ka aik damm
Haath ko honton pey rakh kar rokna achha laga
Chaye mein cheeni millana uss ghari bhaya bahot
Zer e labb wo muskurata shukria achha laga
Dil mein kitney ahed bandhey thay bhullaney kay liye
Wo milla to sab iraday todna achha laga
Iss addoye jaan ko amjad mein burra kaisey kahon
Jab bhi aaya samney wo bewafa achha laga
تمھاری بات تو حرفِ غلط تھی مِٹ بھی گئی
تمھاری بات تو حرفِ غلط تھی مِٹ بھی گئی
اُتر گیا جو دِلوں میں_____ کلام کس کا ہے
ہوا کے ہاتھ میں کاسے ہیں زرد پتوں کے
ہوا کے ہاتھ میں کاسے ہیں زرد پتوں کے
کہا گے ___ وہ سخی سبز چادروں والے؟
ﻣﺤﺴﻦ ﻭﮦ ﮐﺎﺋﻨﺎﺕِ ﻏﺰﻝ ﮨﮯ ﺍُﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﺩﯾﮑﮫ
ﻣﺤﺴﻦ ﻭﮦ ﮐﺎﺋﻨﺎﺕِ ﻏﺰﻝ ﮨﮯ ﺍُﺳﮯ ﺑﮭﯽ ﺩﯾﮑﮫ
ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻧﮧ ﭘﻮﭼﮫ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﯾﮧ ﻓﻦ ﮐﻮﻥ ﺩﮮ ﮔﯿﺎ
تو نے نفرت سے جو دیکھا تو مجھے یاد آیا۔!
تو نے نفرت سے جو دیکھا تو مجھے یاد آیا۔!
کیسے رشتے تری خاطر یونہی توڑ آ یا ہوں
کتنے دھندلے ہیں یہ چہرے جنہیں اپنایا ہے
کیسی اجلی تھی وہ آنکھیں جنہیں چھوڑ آ یا ہوں
Ajeeb Halqa-e-Aehbaab Hai Muqader Main Mohsin
Ajeeb Halqa-e-Aehbaab Hai Muqader Main Mohsin
Qadam Qadam Pe Mera Maan Toot Jaata Hai. . .
میں اُس کو مناؤں کہ غمِ دہر سے اُلجھوں
میں اُس کو مناؤں کہ غمِ دہر سے اُلجھوں
محسن وہ کوئی کام بھی کرنے نہیں دیتا..
Wednesday, July 9, 2014
سدا سکھی رہیں __چہرے وہ ہم جنھیں محسن
سدا سکھی رہیں __چہرے وہ ہم جنھیں محسن
بجھے گھروں کی کھلی کھڑکیوں میں چھوڑ آئے
محسن کسی کا عکس ہے اشکو میں وقت صُبح
محسن کسی کا عکس ہے اشکو میں وقت صُبح
یا صاف آئینے ہ بدن __________ پانیوں میں ہے
میں تخت ابر پے سویا تھا رات بھر محسن
میں تخت ابر پے سویا تھا رات بھر محسن
کھلی جو آنکھ توـــــ صحرا میرا بچھونا تھا
محسن نقوی
غلط فہمی کے سائے درمیاں بچھتے گئے محسنؔ
غلط فہمی کے سائے درمیاں بچھتے گئے محسنؔ
میں اسکے سامنے ___ہر بات پہلے تولتا کب تھا؟
محسن نقوی
Diya Khud Se Bujha Dena
Diya Khud Se Bujha Dena
Hawa Ko Aur Kia Dena ?
Sitare Nochne Walo
Falak Ko Aasra Dena
Kabhi Is Taur Se Hansna
Ke Dunya Ko Rula Dena
Kabhi Is Rang Se Rona
Ke Khud Pe Muskura Dena
Main Teri Dastaras Chahun
Mujhe Aisi Dua Dena
Main Tera Barmla Mujrim
Mujhe Khul Kar Saza Dena
Main Tera Munfarid Sathi
Mujhe Hat Kar Jaza Dena
Mera Sar Sab Se Ooncha Hai
Mujhe Maqtal Naya Dena
Mujhe Acha Laga “Mohsin”
Ose Pa Kar Ganwa Dena
کتنے دھندلے ہیں یہ چہرے جنہیں اپنایا ہے
کتنے دھندلے ہیں یہ چہرے جنہیں اپنایا ہے
کیسی اجلی تھی وہ آنکھیں جنہیں چھوڑ آ یا ہوں
محسن نقوی
ایک لمحے میں زمانے میرے ہاتھوں سے گئے
ایک لمحے میں زمانے میرے ہاتھوں سے گئے
اس قدرتیز ہوئی _____وقت کی رفتار کہ بس
محسن نقوی
Aisa badla hun tere shehar ka pani pi kar
Aisa badla hun tere shehar ka pani pi kar
jhot b bolon to nadamat nahe hoti mujko
jhot b bolon to nadamat nahe hoti mujko
یہ کِس نے سہمی ہوئی فضا میں ہمیں پکارا
یہ کِس نے سہمی ہوئی فضا میں ہمیں پکارا
یہ کِس نے آواز دی، _____کہ آؤ! اُداس لوگو
محسن نقوی
دیکھا نہ کسی نے بھی مری سمت پلٹ کر---
دیکھا نہ کسی نے بھی مری سمت پلٹ کر---
محسن میں بکھرتے ہوئے شیشوں کی صدا تھا---
ﻣﺤﺴﻦ ﻧﻘﻮﯼ
یادِ غزال چشماں، ذکرِ سمن عذاراں
غزل
یادِ غزال چشماں، ذکرِ سمن عذاراں
جب چاہا کر لیا ہے کنجِ قفس بہاراں
آنکھوں میں درد مندی، ہونٹوں پہ عذر خواہی
جانانہ وارآئی شامِ فراقِ یاراں
ناموسِ جان و دل کی بازی لگی تھی ورنہ
آساں نہ تھی کچھ ایسی راہِ وفا شعاراں
مجرم ہو خواہ کوئی، رہتا ہے ناصحوں کا
روئے سخن ہمیشہ سوئے جگر فگاراں
ہے اب بھی وقت زاہد، ترمیمِ زہد کر لے
سوئے حرم چلا ہے انبوہِ بادہ خواراں
شاید قریب پہنچی صبحِ وصال ہمدم
موجِ صبا لیے ہے خوشبوئے خوش کناراں
ہے اپنی کشتِ ویراں، سرسبز اس یقیں سے
آئیں گے اس طرف بھی اک روز ابرو باراں
آئے گی فیض اک دن بادِ بہار لے کر
تسلیمِ مے فروشاں، پیغامِ مے گساراں
جاتی ہے کوئی کشمکش اندوہِ عشق کی
جاتی ہے کوئی کشمکش اندوہِ عشق کی
دل بھی اگر گیا، تو وُہی دل کا درد تھا
مرزا اسد اللہ بیگ خان (غالب)
Tuesday, July 8, 2014
میں اُس کی قید سے آزاد کہاں ھوں مُحسن
میں اُس کی قید سے آزاد کہاں ھوں مُحسن
بنا کے رکھتا ھے سوچوں میں یرغمال مُجھے
Rooz Afzoon Hai Zindagi Ka Jamaal
Rooz Afzoon Hai Zindagi Ka Jamaal
Aadmi Hain Keh Mertey Jaatay Hain
Jaun Elia
گیا رقِیب کے گھر بارہا شبِ وعدہ
گیا رقِیب کے گھر بارہا شبِ وعدہ
بہت ذلیل مجھے تیری جستجو نے کیا
داغ دہلوی
بھلا کیا پڑھ لیا ہے اپنے ہاتھوں کی لکیروں میں
بھلا کیا پڑھ لیا ہے اپنے ہاتھوں کی لکیروں میں
کہ اس کی بخششوں کے اتنے چرچے ہیں فقیروں میں
کوئی سورج سے سیکھے، عدل کیا ہے، حق رسی کیا ہے
کہ یکساں دھوپ بٹتی ہے، صغیروں میں کبیروں میں
ابھی غیروں کے دکھ پہ بھیگنا بھولی نہیں آنکھیں
ابھی کچھ روشنی باقی ہے لوگوں گے ضمیروں میں
نہ وہ ہوتا، نہ میں اِک شخص کو دل سے لگا رکھتا
میں دشمن کو بھی گنتا ہوں محبت کے سفیروں میں
سبیلیں جس نے اپنے خون کی ہر سو لگائی ہوں
میں صرف ایسے غنی کا نام لکھتا ہوں امیروں میں
بدن آزاد ہے، اندر میرے زنجیر بجتی ہے
کہ میں مختار ہو کر بھی گنا جاؤں اسیروں میں
احمد ندیم قاسمی
ہمارے ذہن میں اِس فکر کا ہے نام وصال
ہمارے ذہن میں اِس فکر کا ہے نام وصال
کہ گر نہ ہو، تو کہاں جائیں، ہو تو کیوں کر ہو
مجھے جُنوں نہیں، غالب ولے بقولِ حضور
فرقِ یار میں تسکین ہو تو کیوں کر ہو
مرزا غالب
تدبیر دوستوں کی مجھے نفع کیا کرے
تدبیر دوستوں کی مجھے نفع کیا کرے
بیماری اور کچھ ہے، کریں ہیں دوا کچھ اور
میر
زمانے بھرکاغم، یا اِک تِرا غم !
زمانے بھرکاغم، یا اِک تِرا غم !
یہ غم ہوگا تو کتنے غم نہ ہونگے
حفیظ ہوشیارپوری
مجھے جو بھی دشمنِ جاں مِلا، وہی پختہ کارِ جفا مِلا
مجھے جو بھی دشمنِ جاں مِلا، وہی پختہ کارِ جفا مِلا
نہ کسی کی ضرب غلط پڑی، نہ کسی کا تِیر خطا ہُوا
اقبال عظیم
آسان نہ کردی ہو کہیں موت نے مُشکل
آسان نہ کردی ہو کہیں موت نے مُشکل
روتے ہوئے بیمار بڑی دیر سے چُپ ہیں
احمد فراز
تمام عُمر لڑائی لڑو اصولوں کی
تمام عُمر لڑائی لڑو اصولوں کی
جو جی سکو تو جیو زندگی رسولوں کی
میں قبر تک تو گھسیٹا گیا ہوں کانٹوں پر
میرے مزار پہ چادر چڑھاؤ پھولوں کی
منظر بھوپالی
Maine Dekhey they Khawab sholon Ke
Maine Dekhey they Khawab sholon Ke
Neend Aankhon Mein Jal gayi Hoogi
Jaun Elia
رہا نہ دل میں وہ بے درد، اور درد رہا
رہا نہ دل میں وہ بے درد، اور درد رہا
مُقِیم کون ہُوا ہے ، مُقام کِس کا تھا
داغ دہلوی
Sunday, July 6, 2014
Meri mohabbat bhi kiraye ke ghar ki tarah thi...
Meri mohabbat bhi kiraye ke ghar ki tarah thi...
kitna bhi sajaya par meri nahi hui
mohabbat pa ke dil khona pare ga kab yeh socha tha
mohabbat pa ke dil khona pare ga kab yeh socha tha
humhee pathar numa hona pare ga kab yeh socha tha
kabhi ki bhuj gain aankhon mein roshan sari tehririn
humhee zulmat zada hona pare ga kab yeh socha tha
lipat kar vasal se pyasi hein ab tak hijar ki jonkein
laho pathar mein ab bona pare ga kab yeh yeh socha tha
dararin rooh ki sari chatakhti ja rahi hein ab
humhee bhi khak mein sona pare ga kab yeh socha tha
batool iss dil ko maila kar dia us shakhs ne cho kar
ab iss ko khun se dhona pare ga kab yeh socha tha
pocha,batao zeenat ka unwan hai koi ?
pocha,batao zeenat ka unwan hai koi ?
us ne bataya ,ab to meri jaan hai koi
pocha batao aaina hairan kyun hua?
us ne bataya dil ka mehman hai koi
main ne kaha qadar karo tumko dil dia
uss ne kaha ke yeh bhala ahsaan hai koi
pocha,kesi ke hijar ki doulat milli tumhee
bola ke dard-e-dil se bhi anjaan hai koi
pocha.palak jhapakty hi manzil kahaan gai
uss ne kaha essi liye hairan hai koi
main ne jhatak ke zulf se chahra chupa liya
uss ne kaha ke qatal ka samaan hai koi
Wo Jo Tere Faqeer Hote Hain,
Wo Jo Tere Faqeer Hote Hain,
Aadmi Be’nazeer Hote Hain,
Phool daaman main chand rakh lijiye,
Raaste main faqeer hote hain,
Teri mehfil main bethne waley,
Kitne roshan zameer hote hain,
Woh parindey jo aankh rakhte hain,
Sab se pehle aseer hote hain,
Zindagi ke haseen tarkash mein,
Kitne be’reham teer hote hain,
Aye Adam ehtiyaat logon se,
Log munkar nakeer hote hain..
Friday, July 4, 2014
Thursday, July 3, 2014
Subscribe to:
Posts (Atom)