Friday, December 12, 2014

'Yaadai’n jaag jati hyn
Barisho’n k mausam main

Har ghari satati hyn
Barisho’n k mausam main

Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti

Subhai’n bhi satati hyn
Barisho’n k mausam main

Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey

Aankhai’n bheeg jati hyn
Baarisho’n k mausam main'
          

No comments: