Saturday, December 13, 2014

'Dil-e-Naadan tou Mohabbat ki sadda daita hai
Jissay chaho wohi shakhs dagha daita hai.

Phir main us say kyn Mohabbat ki tawaqqo rakhon
Jo har baat raqeebon ko bta daita hai.

Tou ager bewaffa hai tou kya gham...
Dil-e-Naadan tujhy or jeenay ki dua daita hai.

Tum samjhtay ho k har shakhs na samjh hai
Waqt ustaad hai har baat sikha daita hai.

Tum ager zakhmoon per chirkoo gay namak
Waqt marham hai har cheez bholla daita hai.'
          

No comments: