Monday, November 17, 2014



Tum jaao hum se door to aik kaam kar jana..
Kuch pal apnay hamaray naam kar jana..

Agar aajaye mout hamen terey aanay se pehley..
To aa kar merey janazay ka ehtraam kar jana..

Na rona is qadar ke takleef ho hamen..
Mout ko bhi mazak samajh kar anjaan kar jana..

Main aik din so jaaon ga sada ke liye..
Phir mujhe bewafa keh ke badnaam kar jana..

Jo guzro meri qabar se to nazren na pehrna..
Mehman hi ban kar dua salam kar jana..!'
          

No comments: