Friday, August 14, 2015

Aye hamare watan






Aye hamare watan jaan se pyare watan
Aye hamare watan jaan se pyare watan

Zindagi se ziada hai qeemat teri
Maa’n se bhi kuch sawa hai muhabbat teri

Koh bun kar karain gay hifazat teri
Khoon se hum apne likhein gay qismat teri

Aye hamare watan jaan se pyare watan
Aye hamare watan jaan se pyare watan

Waqf tere liye apne ghar baar hain
Hum jo bandhain kafan sar se taiyar hain

Huq mein dushman kay hydra ki talwar hain
Zulm ka sar kuchlne ko taiyar hain

Aye hamare watan jaan se pyare watan
Aye hamare watan jaan se pyare watan

Aik seese ki deewar pero jawa’n
Sab kay sab hum qadam hum zuba’n

Gird hai apni thokar se ko-e-gira’n
Hum mitadain ge dushman ka naam-o-nisha’n

Aye hamare watan jaan se pyare watan
Aye hamare watan jaan se pyare watan

Shma ko teri bujhne nah dain gay kabhi
Teri mahfil ko lotne nah dain gay kabhi

Tare parcham ko jhukne nah dain gay kabhi 
apne qadmon ko rukne nah dain gay kabhi


My CoNtaCt # Is 0300-7200080 Enjoy My blog.

No comments: