Friday, August 14, 2015

Mein bhi Pakistan hoon





Mein bhi Pakistan hoon, tu bhi Pakistan hai
Tu to meri jaan hai, tu to meri aan hai, tu mera iman hai
Mein bhi Pakistan hon, tu bhi Pakistan hai

Kehti hai yeh rah-e-amal, aao hum sab sath chaplain
Mushkil ho ya aasani hath mein dalay hath chaplain
Suraj hai sarhad ki zameen chand Baluchistan hai

Mein bhi Pakistan hoon, tu bhi Pakistan hai

Gulshan ho ya parbat ho hum say koi dur nahi
Dil kis ki tareef karay har gosha hai aap haseen
Dharkan hai Punjab agar dil apna mehran hai

Mein bhi Pakistan hoon, tu bhi Pakistan hai

Mein bhi Pakistan hon tub hi Pakistan hai
Tu to meri jaan hai, tu to meri aan hai
Tu mera iman hai

Mein bhi Pakistan hoon, tu bhi Pakistan hai





My CoNtaCt # Is 0300-7200080 Enjoy My blog.

No comments: