Thursday, August 13, 2015

Sohni dharti Allah rakhay qadam qadam aabaad tujhay



Sohni dharti Allah rakhay qadam qadam aabaad tujhay
qadam qadam aabaad tujhay sohni dharti Allah rakhay

tera har ik zarrah hum ko 
apni jaan se pyara 
teray dam se shaan hamari
tujh se naam hamara

jab tuk hai yeh dunya baaqi hum dakhain aazaad tujhay
sohni darti Allah rakhay qadam qadam aabaad tujhay

dharkan dharkan pyar hai tera 
Qadam Qadam yeh geet ray
Basti basti tera charcha 
Nagar nagar mein meet ray

Jab tuk hai yeh dunya baaqi hum dakhain aazaad tujhay
sohni darti Allah rakhay qadam qadam aabaad tujhay

teri pyari saj dajh per 
hum wari wari jayain
aanay wali naslain teri 
azmut kay gun gayain

jab tuk hai yeh dunya baaqi hum dakhain aazaad tujhay
sohni darti Allah rakhay qadam qadam aabaad tujhay







My CoNtaCt # Is 0300-7200080 Enjoy My blog.

No comments: